Yeh jo zeest ka safar hai
Yeh jo zeest ka safar hai
Yeh jo raasta hai mera
Tum agar na sath do ge
To yeh kis tarhan katay ga
Meri soch ki haddon tak
Yeh gumaan bhi kese aaye
Koi pal bina tumhare
Bhala kese beet jaye
Mere pass tum nahi ho magar
Mere pass kab nahi ho
Meri yaad ke nagar main
Mere khawab ke safar main
Meri soch ki tahon tak
Meri ankh ke bhanwar main
Bas! arzoo tumhari
Is arzoo se aagay
Koi raasta nahi hai
Koi Raasta nahi hai
Yeh jo raasta hai mera
Tum agar na sath do ge
To yeh kis tarhan katay ga
Meri soch ki haddon tak
Yeh gumaan bhi kese aaye
Koi pal bina tumhare
Bhala kese beet jaye
Mere pass tum nahi ho magar
Mere pass kab nahi ho
Meri yaad ke nagar main
Mere khawab ke safar main
Meri soch ki tahon tak
Meri ankh ke bhanwar main
Bas! arzoo tumhari
Is arzoo se aagay
Koi raasta nahi hai
Koi Raasta nahi hai
Post a Comment